लबों पे नाम Labon Pe Naam Lyrics - Radhe Shyam | Prabhas | Pooja Hegde | Sachin Khedekar | Armaan Malik
in Movies
Watch the Video
Song Information
लबों पे नाम labon pe naam song is from Radhe Shyam and it is sung by Armaan Malik. Record label of this song is T-Series.It stars Prabhas, Pooja Hegde, Sachin Khedekar, Bhagyashree in leading roles. This song is penned by Rashmi Virag and composed by Manan Bhardwaj. It is produced by Vamsi Krishna Reddy, Pramod Uppalapati, Praseedha Uppalapati. This song was released on 14 Jan 2022.
Lyrics
Kismat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Jitni bhi koshishein karlo
Mangne se yeh milta kahan
Ho khel yeh naseebon ka
Karwaan umeedon ka
Chal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Dhoop mein chhaon mein
Chalte hai saath sehraon mein
Dil ki baaton se dono
Phir kyun anjaan hai
Jaise barsaat mein
Baadal hameshaa hai saath mein
Ek dooje ke hoke
Phir bhi hairaan hai
Ho ho jo khuda ne socha hai
Bas wahi toh hota hai
Zor koyi chalta hai kahan
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Kismat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Ho ho khel yeh naseebon ka
Karwaan umeedon ka
Chal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga.
Ishq unko hi milta yahan
Jitni bhi koshishein karlo
Mangne se yeh milta kahan
Ho khel yeh naseebon ka
Karwaan umeedon ka
Chal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Dhoop mein chhaon mein
Chalte hai saath sehraon mein
Dil ki baaton se dono
Phir kyun anjaan hai
Jaise barsaat mein
Baadal hameshaa hai saath mein
Ek dooje ke hoke
Phir bhi hairaan hai
Ho ho jo khuda ne socha hai
Bas wahi toh hota hai
Zor koyi chalta hai kahan
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Kismat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Ho ho khel yeh naseebon ka
Karwaan umeedon ka
Chal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam jo hoga
Use dil dhoond hi lega
Lakeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga.