Us Dil Ki Bhala Taskeen Lyrics - Anand Bhawan | Manhar Desai | Durga Khote | Nigar Sultana | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Us dil ki bhala taskeen song is from Anand Bhawan (1953) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Manhar Desai, Durga Khote, Nigar Sultana, Trilok Kapoor in leading roles. This song is penned by Noor Lakhnavi and composed by Vasant Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Us dil ki bhala taskeen ho kya
Us dil ki bhala taskeen ho kya
Jis dil ka sahara haye tut gaya
Pichhle pahar jo baki raha tha
Wo bhi sitara haye tut gaya
Us dil ki bhala taskeen ho kya
Jis dil ka sahara haye tut gaya
Duniya mein sukh dukh sabke liye hai
Duniya mein sukh dukh sabke liye hai
Hum to dukhi bhi hai koi nahi
Unko zamane ne itna sataya
Unko zamane ne itna sataya
Dil bhi hamara haye tut gaya
Dukh ke bhavar se
Dukh ke bhavar se jhuj rahe the
Kismat ne khayi phir gham ki thokar
Kismat ne khayi phir gham ki thokar
Nav kinare jab aake lagi
Nav kinare jab aake lagi
Maujo se kinara haye tut gaya
Us dil ki bhala taskeen ho kya
Jis dil ka sahara haye tut gaya.