Uff yun maa song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ekta Kapoor, Shobha Kapoor. This song was released on 16 Apr 2004.
Khushbu aayi jo teri
Paagal huwa dil mera
Khushbu aayi jo teri
Paagal huwa dil mera
Honton pe gaali aankhon mein
Laali pyaar yeh kaisa tera
Yeh gussa tera
Yeh gussa tera kya
Hoga mera uff yun maa
Uff yun maa uff yun
Maa uff yun maa
Dil milaane bechaare
Pichhe pade mere kitne
Jhilmilaate sitaare
Aasmaan pe hai jitne
Honton pe gaali aankhon mein
Laali pyaar yahi hai mera
Yeh masti meri
Yeh masti meri yeh
Hasti teri uff yun maa
Uff yun maa uff
Yun maa uff yun maa


Jisko dil chaahata hai
Gussa usape hi aata hai
Jhuti hai baatein teri
Jhuta hai mera sanam
Jhute hai waade tere
Jhuti hai teri kasam
Tu nahi jaanati tu
Hai meri shaanti
Yeh naatak tere
Yeh naatak tere samajhati
Hoon main uff yun maa
Khushbu aayi jo teri
Paagal huwa dil mera
Khushbu aayi jo teri
Paagal huwa dil mera
Honton pe gaali aankhon mein
Laali pyaar yeh kaisa tera
Yeh gussa tera kya hoga
Mera uff yun maa
Uff yun maa uff
Yun maa uff yun maa


Uff yun maa uff yun maa
Uff yun maa uff yun maa
Uff yun maa uff yun maa
Uff yun maa uff yun maa


Ruthana chhod de
Dil se dil tu jod le
Kyun paas aata hai
Tu itna sataata hai kyun
Ik toh main sola baras
Itana na tu bhi taras
Tu hai kaatil bala
Kaise roku bhala
Yeh dhadkan teri
Yeh dhadkan teri hai
Uljhan teri uff yun maa
Khushbu aayi jo teri
Paagal huwa dil mera
Khushbu aayi jo teri
Paagal huwa dil mera
Honton pe gaali aankhon mein
Laali pyaar yeh kaisa tera
Yeh gussa tera
Yeh gussa tera kya
Hoga mera uff yun maa
Uff yun maa uff
Yun maa uff yun maa.