Aaju Mein Tum Lyrics - Krishna Cottage | Sohail Khan | Anita Hassanandani | Ishaa Koppikar | Alka Yagnik | Kumar Sanu
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaju mein tum song is from Krishna Cottage (2004) and it is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.It stars Sohail Khan, Anita Hassanandani and Ishaa Koppikar in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anu Malik. It is produced by Ekta Kapoor, Shobha Kapoor. This song was released on 16 Apr 2004.
Lyrics
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Na tumne hame dekha
Na hamne tumhe dekha
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Na tumne hame dekha
Na hamne tumhe dekha
Mm mm mm mm haay
Agal mein tum khade the
Bagal mein hum khade the
Agal mein tum khade the
Bagal mein hum khade the
Na tumne hame dekha
Na hamne tumhe dekha
Aaju mein tum khade
The baaju mein hum khade the
Na tumne hame dekha
Na hamne tumhe dekha
Agal mein tum khade the
Bagal mein hum khade the
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha
Bade dino se intjaar tha
Tere liye dil bekaraar tha
Bade dino se intjaar tha
Tere liye dil bekaraar tha
Ho bach bachake har najar se
Nikale the dono ghar se
Nikale the dono ghar se
Idhar se tum chale the
Oy hoy hoy hoy hoy
Udhar se hum chale the achchha ji
Idhar se tum chale the
Udhar se hum chale the
Na tumne hame dekha
Na hamne tumhe dekha
Agal mein tum khade the
Bagal mein hum khade the
Na tumne hame dekha
Na hamne tumhe dekha
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha
Teri mohabbat mein hum chur
The aas paas the phir bhi dur the
Teri mohabbat mein hum chur
The aas paas the phir bhi dur the
Haan kya mushkil woh ghadi thi
Saath mein public khadi thi
Saath mein public khadi thi
Signal pe tum ruke the ha ha
Singnal pe hum ruke the achchha ji
Signal pe tum ruke the
Singnal pe hum ruke the
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha
Agal mein tum khade the
Bagal mein hum khade the
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha
Idhar se tum chale the
Udhar se hum chale the
Signal pe tum ruke the
Singnal pe hum ruke the
Aaju mein tum khade the
Baaju mein hum khade the
Agal mein tum khade the
Bagal mein hum khade the
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha
Na tumne hame dekha na
Hamne tumhe dekha.