LyricsTashan

नब्ज़ में तू है Nabz Mein Tu Hai Lyrics - Shaan | Hargun Kaur

in Album Songs

Watch the Video

Song Information

नब्ज़ में तू है nabz mein tu hai song is sung by and . Record label of this song is Tips Official. This song is written by . This song was released on 18 Nov 2024.

Lyrics

Nabz Mein Tu Hai Labz Mein Tu Hai
Nabz Mein Tu Hai Labz Mein Tu Hai
Tu Mujh Mein Behisaab

Tera Kasam Se Kya Jawab
Haay Tera Kasam Se Kya Jawab

Do Jannat Aankhein Hain
Wo Mannat Baatein Hain
Jo Dekhe Ghayal Ho
Deewana Pagal Ho

Tera Kasam Se Kya Jawab
Haay Tera Kasam Se Kya Jawab

Aisi Kashish Hai Aankhon Mein
Farishte Bhi Aayein Baaton Mein
Meri Toh Phir Bisaat Hi Kya
Tere Aage Kya Hai Dua

Teri Ratt Lagi Hai Sar Pe Chadhi
Tere Ishq Ki Ye Kaarigari
Na Soye Chain Na Jaage Chain
Mujhe Aisa Ye Kya Hua

Nabz Mein Tu Hai Labz Mein Tu Hai
Tu Mujh Mein Behisaab

Do Jannat Aankhein Hain
Wo Mannat Baatein Hain
Jo Dekhe Ghayal Ho
Deewana Pagal Ho

Tera Kasam Se Kya Jawab
Haay Tera Kasam Se Kya Jawab

Tere Bin Kaise Jiye Sajna Re Sajna Re
Tere Bin Kaise Jiye Sajna Re Sajna Re
Tere Bin Kaise Jiye Sajna Re Sajna Re
Tere Bin Kaise Jiye Sajna Re Sajna Re

Related Songs

More songs
More songs of Shaan
More songs of Hargun Kaur