Tumhe apna banane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Mujhe aadat bana lo ik buri Kehna ye tumse hai
Tumhe apna banane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Sar pe hai, kab se hai
Jism ke samandar mein Ik lehar jo thehri hai Ussme thodi harqat hone do
Ho shayari sunati inn Doh nasheeli aankhon ko Mujhko paas aake padne do
Ishq ki khwaahishon mein Bheeglo baarishon mein aao na..
Tumhe paakar na khone ka junoon Sar pe hai, kab se hai Mujhe nazron mein rakh lo kahi Kehna ye tumse hai
Tumhe apna banane ka junoon
Sar pe hai, kab se hai Sar pe hai, kab se hai
Mm rokna nahi mujhko Zid pe aa gayi hoon main Is qadar deewanaapan chadha Dekho na yahan aake Mera haal kaisa hai Tootke abhi takk na judaa Ab sambhalna nahi hai Jo bhi hai wo sahi hai aao na..
Tumhe khud se milane ka junoon Sarr pe hai, kab se hai Mujhe rehne de apne paas hi Kehna ye tumse hai
Tumhe apna banane ka junoon Sarr pe hai, kab se hai Sarr pe hai, kab se hai