Ek galti song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salma Khan, Ramesh Sadhuram Taurani. This song was released on 15 Jun 2018.
Tera raasta dekhti hain aankhein
Aur tera hi intezar karein
Agar aa jaaye tu saamne
Tera hi deedar karein

Teri aankhon ko meri aankhon ne
Chupke se sab kuchh kehna hai
Tujhko sab apna maan kar
Tere dil mein hi bas rehna hai

Rootha hai dil, toota to nahi
Toota bhi ho, jhootha to nahi
Mere dil ko tujhse pyar hai
Tere dil ko mujhe pyar hai

Haan ho gayi galti mujhse
Main janta hoon
Par ab bhi tujhe main
Apni jaan maanta hoon
Ek aakhiri mauka de mujhe
Aaj bhi main tujhe
Apni shaan maanta hoon
Jaan maanta hoon

Haan galti kar di maine
Par diya pyar bhi kitna maine
Main insan hoon na bhagwan hoon
Galti hi ki hai, kiya na gunah maine

Jhagda hai pehla
Ise aakhiri na hone doonga
Galti bhi maan li maine
Aise na jaane doonga
Sach yeh narazgi hai
Maine tera dil dukhaya
Par jaan le itna tu bhi
Tere bina main na reh paya

Yaadon mein teri aankhein
Aankhon mein teri yaadein
Dhoondhe tera chehra din bhar
Phir raat ko teri yaadein
Yeh aankhein paagal ho gayi
Inko samjhaun kaise
Kitna hai pyar rani
Kaise bataun kaise, kaise

Mujhmein nahi hoon main tere bina
Tujhse hi hoon main oh meri jaan
Tu mohabbat, tu hai jannat
Teri zarurat hai yahan
Teri khamoshi hai leti
Jaan mere haan is dil ki
Saans bhi na le sakoon main
Oh jaan-e-jaan tere bina

Teri yaadon ko kisi kone mein
Chhupa nahi sakta hoon main
Tere chehre ki woh muskaan ko
Bhula nahi sakta hoon

Haan ho gayi galti mujhse
Main janta hoon
Par ab bhi tujhe main
Apni jaan maanta hoon
Ek aakhiri mauka de mujhe
Aaj bhi main tujhe
Apni shaan maanta hoon