Chand aasmano se laapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Main khush kismat hoon bakhuda iss tarah Ho jaaye poori ikk duaa jiss tarah
Tere bin meri jaana kabhi Ikk pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chaand aasmano se laapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Meine tujhe tohfe mein yeh dil diya Thune mujhe badle mein ye jahaan diya Main hi jaanu, tuhi jaane jo hai darmiyaan
Tujhse hai meri jaana ghar ye aashiyaan
Tere bin meri jaana kabhi Ikk pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se lapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Thune mere, raaston ko, manzil kiya Tujhe paake zindagi ko haasil kiya Tere liye hai yeh saansein, tay kar liya Tu hai toh hai yeh kahaani, mere saathiya
Tere bin meri jaana kabhi Ikk pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se laapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya