Tumhare liye dil song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 13 Nov 2009.
Tumhare bina dil pareshan hoga
Tumhare bina dil pareshan hoga
Tumhare bina dil pareshan hoga
Chale aaoge tum to ehsaan hoga
Mana ke ye dil pareshan hoga
Mana ke ye dil pareshan hoga
Abhi ghar se aana na aasan hoga
Tumhare bina dil pareshan hoga


Ye wada karo to chale aayenge hum
Chale aayenge hum
Ye wada karo to chale aayenge hum
Koi aur dil mein na mehmaan hoga
Koi aur dil mein na mehmaan hoga
Abhi ghar se aana na aasan hoga
Tumhare bina dil pareshan hoga
Tumhare shiva ho koi aur dil mein
Koi aur dil mein
Tumhare shiva ho koi aur dil mein
Bhala koan phir mujhsa naadan hoga
Bhala koan phir mujhsa naadan hoga
Tumhare bina dil pareshan hoga


Kisi roz chehere se parda hata do
Parda hata do
Kisi roz chehere se parda hata do
Tumhare liye to ye aasan hoga
Tumhare liye to ye aasan hoga
Tumhara bina dil pareshan hoga
Agar maine chehare se parda hataya
Parda hataya
Agar maine chehare se parda hataya
To mehfil mein har dil pareshan hoga
To mehfil mein har dil pareshan hoga
Abhi ghar se aana na aasan hoga
Tumhare bina dil pareshan hoga
Chale aaoge tum to ehsaan hoga
Abhi ghar se aana na aasan hoga
Chale aaoge tum to ehsaan hoga
Abhi ghar se aana na aasan hoga
Chale aaoge tum to ehsaan hoga.