Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 13 Nov 2009.
Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai
Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai
Phir bhi tere karam ka ishara jaaroor hai
Ishara zaaroor hai
Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai


Ye log ajanbi hain to patthar kaha se aaye
Ye log ajanbi hain to patthar kaha se aaye
Ye log ajanbi hain to patthar kaha se aaye
Iss bheed mein bhi koi humara zaroor hai
Iss bheed mein bhi koi humara zaroor hai
Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai


Behtar hain mat suno meri ruswaai ko haal
Behtar hain mat suno meri ruswaai ko haal
Behtar hain mat suno meri ruswaai ko haal
Iss daasta mein naam tumhara zaroor hai
Iss daasta mein naam tumhara zaroor hai
Phir bhi tere karam ka ishara jaaroor hai
Ishara zaaroor hai
Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai
Kasti ko na khuda ka sahar zaroor hai.