Tumhare aane ke paigam ne song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 28 May 2003.
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko


Shaam ke waqt jab socha tumhein
Sune khayaalo mein
Shaam ke waqt jab socha tumhein
Sune khayaalo mein
Range shaamo mein ghul kar
Aapne rangeen kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko


Raat bhar har lamhein socha tumhein
Apne khayalo mein
Raat bhar har lamhein socha tumhein
Apne khayalo mein
Rubaru har lamhein aakar
Khushi se bhar diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko


Shaam mehaki raat mehaki
Sahar bhi mehaki yaadon se
Shaam mehaki raat mehaki
Sahar bhi mehaki yaadon se
Sahar ke baad har lamehein ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko


Woh hi dastak dubaara aaj phir se
Dar pe aayi hain
Woh hi dastak dubaara aaj phir se
Dar pe aayi hain
Unhi kadmon ki aahat ne
Vivash chehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko


Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhari chahto ne hartaraf
Roshan kiya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke paigam ne
Mehaka diya ghar ko
Tumhare aane ke.