Pardesi banke rehte ho song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 28 May 2003.
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho
Kyun mere dil mein tum
Khaabon mein aakar mere
Khaabon mein aakar mere
Mujhe aise milate ho tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho


Pardesi chalo ban gaye
Niramohi na bano
Ek baar dil ki dhadkane
Tum yaar khud suno
Tum yaar khud suno
Ghoonje wahin sadaaye to
Ghoonje wahin sadaaye to
Mere paas aana tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho


Seeshe ke mehel shaayad tumhein
Ab bhaa hi gaye hain
Sone ke varkh aankhon par
Ab chha hi gaye hain
Ab chha hi gaye hain
Ghar maati ka gar
Yaad aaye tumhein
Ghar maati ka gar
Yaad aaye tumhein
To laut aana tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho


Ab ke baarish mein yahan
Deeware hi beh jaayegi
Ghar ba paaoge wahan
Bas neev hi reh jaayegi
Bas neev hi reh jaayegi
Ghar zara bhi khayaal hamara hain
Ghar zara bhi khayaal hamara hain
To odhake aana tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho


Pardesi banke saajan tum
Pardesh kyun gaye
Aankhon mein karke waadein
Tum bhul kyun gaye
Tum bhul kyun gaye
Yaadein karein
Vivash tumhein to
Yaadein karein
Vivash tumhein to
Phir laut aana tum


Pardesi banke rehte ho
Kyun mere dil mein tum
Khaabon mein aakar mere
Khaabon mein aakar mere
Mujhe aise milate ho tum
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho
Pardesi banke rehte ho.