Ranjish hi sahi sawan mein song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 28 May 2003.
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao
Dastak de kar darwaje par
Dastak de kar darwaje par
Waapas jaane ko aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao


Ranjish bejaa tum rakhte ho
Barso se kyun dil mein apne
Ranjish bejaa tum rakhte ho
Barso se kyun dil mein apne
In saawan ki bauchharon se
Ranjho gham saare dho daalo
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao


Mausam badale kaliyan badali
Ghulshan ne bahare badal gayi
Mausam badale kaliyan badali
Ghulshan ne bahare badal gayi
Tum bhi ranjish ko chhod sanam
Phir seene se ab lag jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao


Ranjish aksar hoti unse
Jo dil se apne hote hain
Ranjish aksar hoti unse
Jo dil se apne hote hain
Iss jhumle ka matlab lekar
Bheege aanchal tum aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao


Rangeen adaa rangeen chehara
Rangeen tabasoom le kar tum
Haan rangeen adaa rangeen chehara
Rangeen tabasoom le kar tum
Ik baar vivash phir baarish mein
Iin baahon mein tum kho jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao


Dastak de kar darwaje par
Waapas jaane ko aa jaao
Ranjish hi sahi sawan mein tum
Aankhon ko rulaane aa jaao
Aankhon ko rulaane aa jaao
Aankhon ko rulaane aa jaao.