Sanson mein shamil hai tu Tujhse jiya jaaun Tere bina kuchh nahi main Tujhko hi bolun Tujhko hi gaaun
Tu zaroorat nahi tu zaroori hai Tu zaroorat nahi tu zaroori hai Tu zaroorat nahi tu zaroori hai
(Ranbir Kapoor Shayari) Rah vekh ke teri ab tang ho gayi Jeena mere liye jaise ek jang ho gayi Yahaan wahan jaane kaha kaha khoj li Tere bin jiya jaayega na soch liya
Teri yaad mein raatein Teri yaad mein savera Tere sang hai ujale Tere bin hai andhera Rabb se bhi zyaada tu lage hai zaroori
Hai zaroori, hai zaruri, hai zaroori
Qaid mein tha ab riha hoon Dil hua parinda Reh raha hoon Tujhme hi main Tujhme hi main zinda Aa mila hai tujhse tu na jaana Mil gaya hai jeene ka bahana ho..
Jhooth si hai saari duniya Bas tu hi hai haqiqat Dard mein tu yun mila hai Mil gayi jaise jannat Jee rahi hoon tumse milke jaana Tujhse pehle saans ho ravana
Ho ho.. Tu zaroorat nahi tu zaroori hai Tu zaroorat nahi tu zaroori hai Tu zaroorat nahi tu zaroori hai