Sunn Raha Hai Rozana Lyrics - Shreya Ghoshal
2018 TSeries
About this song
- Song: Sunn Raha Hai
- Singer: Shreya Ghoshal
- Music: Ankit Tiwari
- Lyrics: Sandeep Nath
- Producer: Bhushan Kumar Krishan Kumar Producer: Mukesh Bhatt
- Director: Mohit Suri
- Music Label: T-Series
Lyrics
Manzilein rusva hai khoya hai rasta
Aaye le jaaye itni si iltjah
Yeh meri zamanat hai
Tu meri amanat hai
Hawaaon ki tarha mujhe cho ke tu guzar
Rozana, rozana
Tere hathon ki taraf mere hathon ka safar
Rozana, rozana.. Yaara
Waqt bhi tehra hai aise kyun ye huaa
Kash tu aise aaye jaise koi duva
Rozana main sochu yehi
Ke jee lu gi main be-sas bhi
Aise hi tu mujhe milta rahein agar
Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf mere hathon ka safar
Rozana, rozana..
Sunn raha hai na tu ro rahi hu main
Sunn raha hai na tu ro rahi hu main
Rozana..
Yaara.. Yaara..
Apne karam ki tu kar daye..
Kar de idhar bhi tu nighaye..
Sunn raha hai na tu