Tu kaun hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak Nayar, Tabrez Noorani. This song was released on 01 Jan 2018.
Kaha se tu aati hai
Kaha ko tu jati hai
Sapno ko sajati hai
Apno ko ley jati hai
Bhago me jab behti hai
Kano me kuch kahti hai
Aati hai najar nahi
Sanso me par rehti hai
Hawa hai pawan hai
Vayu hai purvayi hai
Jivan hai jaan hai ya parchayi hai
Lene aayi hai ya kuch mere liye layi hai
Puchunga mai kya tujhse
Kaha se tu aayi hai


Tu kaun hai, tu kaun hai
Kaun hai, kaun hai, kaun hai


Tu jab chalti chalti badal
Jab chalti tu girte patte
Tu kahti to diye jalte
Tu rukhe dil dil se milte


Sagar ki lahro me laherati hai tu talay tul
Patto ke payalo me lati khan khan
Khat khat koyi nahi aisa ek jhoka hai
Kuch hai such hai, ya to ek dhoka hai


Tu kaun hai, tu kaun hai, kaun hai


Kaha se tu aati hai
Kaha ko tu jati hai
Sapno ko sajati hai
Apno ko ley jati hai
Bagho me jab bahti hai
Kano me kuch kehti hai
Aati hai najar nahi
Sanso me par rahti hai


Tu kaun hai, tu kaun hai
Kaun hai, kaun hai, kaun hai, kaun hai
Kaun hai, kaun hai, tu kaun hai.