tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hutu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme humai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hutu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme huo soniye, o mere mahival, aaja oy aajapar nadi ke mere yar kaa dera, tere havale rabba dilbar meradilbar mera, dilbar merarat bala ki badhata jae, laharon kaa gherakasam khuda ki aaj hai mushkil milana merakhair kari rabba, khair kari rabba, khair kari rabbasath jiyenge sath marenge yahi hai fasanatu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme humai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hutu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hukahan salim ka, rutaba kahan anarakali kahan salim ka, rutaba kahan anarakali yeh aisi shakhe tamanna hai, jo kabhi na phali yeh aisi shakhe tamanna hai, jo kabhi na phali naa bujh sakegi bujhane se, ahle duniya ke naa bujh sakegi bujhane se, ahle duniya ke woh shama jo teri aankhon me, mere dil me jali woh shama jo teri aankhon me, mere dil me jali hujur ek na ek din yeh bat aayegi hujur ek na ek din yeh bat aayegi
ke takto taj bhale hain ke ek kanij bhali ke takto taj bhale hain ke ek kanij bhali mai takto taj ko thukara ke tujhko le lunga mai takto taj ko thukara ke tujhko le lunga ke takto taj se teri gali ki kak bhali ke takto taj se teri gali ki kak bhali sath jiyenge sath marenge yahi hai fasana tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme humai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hutu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hufasale itni unchi aur pehara itana sangin hai jo aa le romio tu kis tarah pohacha bagiche me ye meri juliyet ke shok chehare ki shuvaye hai ke aadhi raat ko suraj nikal aaya dariche me mera koi bas is ja tujhe pa le to fir kya hoye sab baate vo kyo soche jise teri tamanna ho khuda ke vaste ye romio is jis se baaj aa ja khajane se pahle mere pas hai dil navaj aa ja tujhe jid hai to pyare ye dekh mai diwana bahar aayi tujhe jid hai to pyare ye dekh mai diwana bahar aayi tu jab bahol me aa dil ki duniya mai bahar aaye tu jab bahol me aa dil ki duniya mai bahar aaye sath jiyenge sath marenge yahi hai fasanatu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme humai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hutu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu