Topi wale ne karke salaam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shakti Samanta. This song was released on 15 Oct 1982.
Topi wale ne karke salam
Topi wale ne karke salam
Mujhe badnam kiya
Kore kagaz pe likh diya naam
Kore kagaz pe likh diya naam
Mujhe badnam kiya
Topi wale ne haye re
Topi wale ne


Chori chupke sab se chupke
Hum milte to main bach jati
Chori chupke sab se chupke
Hum milte to main bach jati
Raat ke dhal te subha nikalte
Dhum saher mein na mach jati
Samane sab ke
Samane sab ke haath liya tham
Haye samane sab ke hath liya tham
Mujhe badnam kiya
Topi wale ne haye re
Topi wale ne


Meri toba ab kya hoga
Main kis ki baato mein aayi
Meri toba ab kya hoga
Main kis ki baato mein aayi
Us ke kisse sab ke lab pe
Duniya bhar ka wo harjayi
Wo to pehale se
Wo to pehale se tha badnam
Mujhe badnam kiya


Topi wale ne karke salam
Mujhe badnam kiya
Kore kagaz pe likh diya naam
Mujhe badnam kiya
Topi wale ne haye re
Topi wale ne.