Kisi sham ki tarah Tera rang hai khila Main raat ik tanha Tu chaand sa mila
Haan tujhe dekhta rahan Kisi khaab ki tarah Jo ab saamne hai tu Woh kaise yakeen bhala
Toota jo kabhi tara sajna ve Tujhe rabb se maanga Rabb se jo maanga mileya ve Tu mileya toh jaane na dunga main
Woh.. Oh..
Haan maine suni hain Pariyon ki kahaani Waisa hi noor tera Chehra hai tera ruhani
Aa tujhko main apni aaja meri Bahon mein chupa lun Haan apni iss zameen ko Kar doon main aasmani
Zindagi rok doon main Ab tere saamne Pal do pal jo ruke Tu mere saath mein
Toota jo kabhi taara sajna ve Tujhe rab se maanga Rab se jo maanga mileya ve Tu mileya toh jaane na dunga main
Itni bhi haseen main nahi o yaara ve Mujhse bhi haseen toh tera yeh pyaar hai Haan itni bhi haseen main nahi o yaara ve Mujhse bhi haseen tera pyaar
Ke tera mera pyaar ye Jaise khwab aur dua Haan sach kar rahan inhein Dekho mera khuda
Toota jo kabhi tara sajna ve Tujhe rabb se maanga Rabb se jo maanga mileya ve Tu mileya toh jaane na dungi main