Yeh jashn-e-mohabbat ho mubarak ho huzur koKaise chhupaaun ko aaj khushi ke suroor koItni khushi mili ki yeh aansu machal padeMain khush hoon, maaf keejiye mere kusoor koTohfa kabool hai hamein sarkar aapkaLe aaya phir wahin hameinLe aaya phir wahin hamein lo pyar aapkaTohfa kabool hai hamein sarkar aapkaLe aaya phir wahin hameinLe aaya phir wahin hamein lo pyar aapkaTohfa kabool hai hamein sarkar aapkaTohfa kabool hai hameinAnjaam hai, anjaam haiAnjaam hai yeh pyar ka, yeh pyar ka silaKya aapse shikayatein, kya aapse gilaFariyad kya sunega, sunegaFariyad kya sunega yeh darbar aapkaLe aaya phir wahin hameinLe aaya phir wahin hamein lo pyar aapkaTohfa kabool hai hamein sarkar aapkaTohfa kabool hai hamein
Jee chahta aapko jee bhar ke dekh leinPhir zindagi mein aapse mil paayein na mileinShayad yehi ho aakhiriShayad yehi ho aakhiri deedar aapkaLe aaya phir wahin hameinLe aaya phir wahin hamein lo pyar aapkaTohfa kabool hai hamein sarkar aapkaTohfa kabool hai hameinDil maange, dil de doonJaan maange, jaan de doon tere liye jaan-e-jaanSunle o dil jaani, main teri deewaniMere liye tu KhudaAshkon ko peena hai, tanha hi jeena haiTanha hi jee lenge humTeri khushi hai to, yeh zindahi hai toZakhmon ko see lenge humYeh shamma jalne do, shole machalne doHai saamna yaar kaGhungroo bikharne do, yeh rang chadhne doBikhre lahoo pyar kaAlvida, alvida, alvida, alvida, alvida, alvida