Todna toote hue dil ka song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Todna tute hue
Dil ka bura hota hai
Todna tute hue
Dil ka bura hota hai
Jiska koi nahin uska
To khuda hota hai
Todna tute hue
Dil ka bura hota hai


Maang kar tumse khushi lun
Mujhe manjur nahin
Maang kar tumse khushi lun
Mujhe manjur nahin
Kiska maangi hui
Daulat se bhala hota hai
Kiska maangi hui
Daulat se bhala hota hai
Jiska koi nahin uska
To khuda hota hai
Todna tute hue
Dil ka bura hota hai


Log nahak kisi majbur
Ko kehte hain bura
Log nahak kisi majbur
Ko kehte hain bura
Aadmi achche hain par
Waqt bura hota hai
Aadmi achche hain par
Waqt bura hota hai
Jiska koi nahin uska
To khuda hota hai
Todna tute hue
Dil ka bura hota hai


Kyun muneer apni
Tabahi ka yeh kaisa shikwa
Kyun muneer apni
Tabahi ka yeh kaisa shikwa
Jitna taqdeer main
Likha hai ada hota hai
Jitna taqdeer main
Likha hai ada hota hai
Jiska koi nahin uska
To khuda hota hai
Todna tute hue dil
Ka bura hota hai
Todna tute hue dil
Ka bura hota hai.