Dhadkane saansein jawani song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Indra Kumar, Ashok Thakeria. This song was released on 23 Mar 1992.
Dhadkane saansein jawani zindgaani aapki
Aapne chaaha hamein yeh meharbani aapki

Chain mil jaaye jo aap dil se mera naam lein
Aap chaahein to meri chahat ki kashti thaam lein

Hai meri chahat ke dariya mein rawani aapki
Hai meri chahat ke dariya mein rawani aapki
Aapne chaaha hamein yeh meharbani aapki
Dhadkane saansein jawani zindgaani aapki

Aapke hi pyar se hai manzilon ki daastan
Aapke dum se sitaare, aapse hai aasman

Zarre zarre mein aye humdum hai kahani aapki