Ek taraf uska ghar song is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 11 Nov 2019.
Teri nigaah se aisi sharab pi maine ki phir na hosh ka daava

kiya kabhi maine

woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi nigaahen yaar se paayi

hai zindagi maine

(ai gam-e-zindagi - 2 kuchh to de mashwara) (x2)

ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (x2)

main kaha jaaun hota nahi faisala

ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (x2)

ek taraf baam par koi gulpham hai ek taraf mehfilen

bada-o-jaam hai - (x2)

dil ka donose hai kuchh na kuchh hai vaasta

ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (x2)

usake dar se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to

main marr jaaunga - (x3)

sakht mushkil mein hoon kya karu ai khuda

ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (x2)

zindagi ek hai aur talabgar do jaan akeli magar jaan ke

haqdaar do - (x2)

dil bata pehele kiska karu hak ada

ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - (x2)

is taaluk ko main kaise todu jafar kisko apanaau main kisako

chodu zafar - (x3)

mera donose rishta hai nazdik ka