Tera uljha hua daaman song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tera uljha hua daaman
Meri uljhan to nahin
Tera uljha hua daaman
Meri uljhan to nahin
Jo mere dil mein hai shayad
Teri dhadkan to nahin
Tera uljha hua daaman


Yunh ek ka ek mujhe
Barsaat ki kyu yaad aayi
Yunh ek ka ek mujhe
Barsaat ki kyu yaad aayi
Jo ghera hai teri aankhon main
Woh sawan to nahin
Jo mere dil mein hai shayad
Teri dhadkan to nahin
Tera uljha hua daaman


Uske laherane se hasti ke
Kadam kamp gaye
Uske laherane se hasti ke
Kadam kamp gaye
Jiske kehte hai kafan
Woh tera daaman to nahin
Jiske kehte hai kafan
Woh tera daaman to nahin
Jo mere dil mein hai shayad
Teri dhadkan to nahin
Tera uljha hua daaman


Apne mukhade ki tujhe inme
Bhala kyu hai talaash
Apne mukhade ki tujhe inme
Bhala kyu hai talaash
Meri aankhein hai
Tere samne darpan to nahin
Jo mere dil mein hai shayad
Teri dhadkan to nahin
Tera uljha hua daaman
Meri uljhan to nahin
Jo mere dil mein hai shayad
Teri dhadkan to nahin
Tera uljha hua daaman.