Kaisa ye kaarwa Kaise hai raastein Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye
Saara sukoon hai khoya Khushiyon ki chahat mein Dil ye seham saa jaayein Chhoti si aahat mein
Kuch bhi samajh na aaye Jaana hai kahaan
Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye
Alfaaz saanson mein hi Aake bikharte jaayein Khamoshiyon mein bhole ye ankhein bezuban
Parchaiyan hai saathi Chalta hi jaayein rahi Koi na dekhe ab yeh zakhmon ke nishaan
Kuch bhi samajh na aaye Jaana hai kahaan
Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye
Naa roshni hai koi Aashaye khoyi khoyi Toota phoota hain umeedon ka jahan
Naa bekarari koi Bhandish rihaai koi Ab tu nigahon mein na koi intezaar Kuch bhi samajh na aaye Jaana hai kahaan
Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye Khwaabon ko sach karne ke liye Titli ne saare rang bech diye