Teri nazar ka ishara song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Piyush Kumar, Pawan Agarwal. This song was released on 01 Jan 2018.
Teri nazar ka ishara
Dil par mere cha gaya hain
Aankho mein teri samakar
Dil mera ye kho gaya hain
Tune bhi janejaan
Jadu ye kaisa kiya hain
Mujhse churakar mujhiko
Khud se begana kiya hain
O teri nazar ka ishara


Taro mein tu hain nazaro mein tu hain
Har aur sath tera dekhu jidhar bhi
Aaye nazar ye pyara sa mukhada tera
Taro mein tu hain nazaro mein tu hain
Har aur sath tera dekhu jidhar bhi
Aaye nazar ye pyara sa mukhada tera
Tujhko churakar tujhi se
Dhadkan mein yu rakh liya hain
Aansho mein teri samakar
Dl ye mera kho gaya hain
O teri nazar ka ishara


Aankho ke raste dil mein
Uthar ke sanso mein tu bas gaya
Har pal suhana hone laga hain
Janam jo tu mil gaya
O aankho ke raste dil mein
Uthar ke sanso mein tu bas gaya
Har pal suhana hone laga hain
Janam jo tu mil gaya
Teri mohabbat mein ab to
Pagal ye dil ho gaya hain
Mujhse churakar mujhi ko
Mujhse begana kiya hain
Teri nazar ka ishara


Chute na ye apna daman
Kabhi ye aao ye khaye kasam
Sajan hamare tumhare sahare
Gujre mera har janam
Chute na ye apna daman
Kabhi ye aao ye khaye kasam
Sajan hamare tumhare sahare
Gujre mera har janam
Ek pal bhi door mujhse
Hona nahin sathiya re
Aankho mein teri samakar
Dil mera ye kho gaya hain
Tune bhi janejaan mujhpe
Jadu ye kaisa kiya hain
Aankho mein teri samakar
Dil ye mera kho gaya hain
O teri nazar ka ishara.