Teri in adaon ne is dil ko song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Teri in adaon ne
Teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hi mushkil kar diya


Teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne


Julfo mein tera chehra hai jaanam
Chaand badalee mein jaise
Too muskuraye toh maine jana
Phool khilte hain kaise
O jane jaan sharma na aise
Mujhse najar chura na aise
Teri in adaon ne
Hay teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hee mushkil kar diya
Teri in adaon ne


Tere badan ki mastani khushbu
Pyaar dil mein jagaye
Har khwab mera ho jaye sachcha
Too jo bahon mein aaye
Dil kee lagee dikhau tujhko
Aa pyar mai sikhau tujhko
Teri in adaon ne
Hay teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hee mushkil kar diya
Teri in adaon ne.