Dil ka awarapun yeh song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ka awarapun yeh ajab si lagan
Leke jaaye na jaane kaha
Uski pehli nazar kar gayi kya asar
Usko dekhu main dekhu jahaan


Dil ka awarapun yeh ajab si lagan
Leke jaaye na jaane kaha
Uski pehli nazar kar gayi kya asar
Usko dekhu main dekhu jahaan
Dil ka awarapun yeh ajab si lagan


Kaise kahu kitani
Chanchal hai woh
Mere hi jaisi pagal hai woh
Kaise kahu kitani
Chanchal hai woh
Mere hi jaisi pagal hai woh
Jadoo chalati adaao se
Khusboo lutaat ke nigaaho se
Khusboo lutaat ke nigaaho se
Woh chhup gayi hai kidhar
Main to shyamo saher
Usko dhundhu yaha se waha
Uski pehli nazar kar gayi kya asar
Usko dekhu main dekhu jahaan
Dil ka awarapun yeh ajab si lagan


You you kabhi pass aa jaati hai
Main kuch kahu to sharmati hai
You you kabhi pass aa jaati hai
Main kuch kahu to sharmati hai
Har ang uska mehekta hai
Ye dil to dil hai behekta hai
Ye dil to dil hai behekta hai
Phir yaad woh aa gayi
You bekhudi chha gayi
Jaan lene laga ye shamaa
Uski pehli nazar kar gayi kya asar
Usko dekhu main dekhu jahaan


Dil ka awarapun yeh ajab si lagan
Leke jaaye na jaane kaha
Uski pehli nazar kar gayi kya asar
Usko dekhu main dekhu jahaan
Dil ka awarapun yeh ajab si lagan.