Mujhe pyar hai sirf tumse song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mujhe pyaar hai pyaar hai sirf tumse
Mere jeene ki bahaar hai sirf tumse
Meri zindagi gulzaar hai sirf tumse
Mera aaj yeh ikraar hai sirf tumse
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi


Jaanam ho jaanam haan jaanam
Ek khushi ki tamanna
Mujhko tadpa rahi thi
Yunhi tanhaaiyon mein
Zindagi jaa rahi thi
Meri duniya mein aake
Mujhko apna banaake
Badal di tumne meri zindagi
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi


Jaanam ho jaanam haan jaanam
Umr bhar saath doonga
Main tera meet banke
Dekh na ab tamaashe
Mere deewaanepan ke
Is jahaan ko bhulaake
Tumko dil mein chhupaake
Karoonga main tumhaari bandagi
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi


Jaanam ho jaanam haan jaanam
Mujhe pyaar hai pyaar hai sirf tumse
Mere jeene ki bahaar hai sirf tumse
Meri zindagi gulzaar hai sirf tumse
Mera aaj yeh ikraar hai sirf tumse
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi
Jaanam na jaana
Chhodkar mujhe kabhi
Jaanam ho jaanam haan jaanam.