LyricsTashan

Teri Ek Ek Ada Jhooti Lyrics - Kavi | Bharat Bhushan | Nalini Jaywant | Geeta Bali | Talat Mahmood

in Movies

Watch the Video

Song Information

Teri ek ek ada jhooti song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Teri ek ek ada jhooti
Wafaa jhuthi hayaa jhooti
Chalegi ai hasinaa kab talaq
Aakhir havaa jhooti


Maan kare kyaa rag rup kaa
Tu kaagaz kaa phul hai
Tujh me khushabu dhundh rahi hai
Ye duniyaan ki bhul hai
Maan kare kyaa rag rup kaa


Tujhe dekh ke laakh bujhaa le
Pyaas koi akhiyan ki
Binaa baas kaa phul banegaa
Kyaa shobhaa bagiyan ki
Daal kaa phool chadhe mandir mein
Tu raste ki dhul hai
Maan kare kyaa rag rup kaa


Binaa jyot kaa dipak hai tu
Binaa tel ki baati
Jab tan ujalaa aur man kaalaa
Phir kaahe itaraati
Shabanam khud ko saagar samajhe
Ye shabanam ki bhul hai
Maan kare kyaa rag rup kaa.

Related Songs

More songs from Kavi (1954)
More songs of Bharat Bhushan
More songs of Nalini Jaywant
More songs of Geeta Bali
More songs of Talat Mahmood