Teri Ankhon Mein Lyrics - Ashok Kumar | Raj Babbar | Nana Patekar | Asha Bhosle | Mahendra Kapoor

1987

Lyrics

Teri aankho mein dhundh li maine
Pyar ki duniya pyar ki manzil
Teri baho mein jab aa gaye hum
Tham gaye toofan mil gaya sahil

Teri aankho mein dhundh li maine
Pyar ki duniya pyar ki manzil

Beegte lamhe bheegta mausam
Jagti aankhe khawab ka alam
Hai yahin lamhe umar ka hasil
Pyar ki duniya pyar ki manzil
Teri baho mein jab aa gaye hum
Tham gaye toofan mil gaya sahil

Yu to pahle bhi dil dhadkata tha
Aisa shola tha kab badakata tha
Aaj dhadkan bhi pyar mein samil
Tham gaye toofan mil gaya sahil
Teri aankho mein dhundh li maine
Pyar ki duniya pyar ki manzil.