Teri Ada Par Nisar Karne Lyrics - Talat Mahmood
in Movies
Watch the Video
Song Information
Teri ada par nisar karne song is from Darbaar (1955) and it is sung by Talat Mahmood. This song is penned by Asad Bhopali and composed by Hansraj Behl. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Teri ada par nisar karne
Main dil ko laya teri gali mein
Main dil ko laya teri gali mein
Jamane bhar kaa hasin tohafa
Main leke aaya teri gali mein
Main leke aaya teri gali mein
Mai aisi kafir najar key sadke
Ki jisne meraa gurur toda
Jo sar kahi bhi naa jhuk saka tha
Woh sar jhukaya teri gali mein
Woh sar jhukaya teri gali mein
Bade maje kaa huwa yeh sauda
Teri amanat tujhi ko de di
Jo dil mila tha teri gali mein
Woh dil lutaya teri gali mein
Woh dil lutaya teri gali mein.