Hum Kyun Rote Hai Rato Ko Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hum kyun rote hai rato ko song is from Darbaar (1955) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This song is penned by Asad Bhopali and composed by Hansraj Behl. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Hum kyun rote hai rato ko
Hum kyun rote hai rato ko
Koi kya jane in bato ko
Hum kyun rote hai rato ko
Chup reh ke har ek gum
Sehte hai
Tanhai me aansu behte hai
Chup reh ke har ek gum
Sehte hai
Tanhai me aansu behte hai
kyun bin mosam barsato ko
Hum kyun rote hai rato ko
Tuta hua dil baichain
Nazar din rat sulagne
Wala jigar
Tuta hua dil baichain
Nazar din rat sulagne
Wala jigar
Ae pyar bata de jaye kidhar
Hum hai ke teri sogato ko
Hum kyo rote hai rato ko
Dukh dard sahe shikwe
Na kiye har roj mare
Har roj jiye
Dukh dard sahe shikwe
Na kiye har roj mare
Har roj jiye
Humne bhi dua karne ke
Liye so bar uthaya hatho ko
Hum kyun rote hai rato ko.