Teri aankh mastani hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.C. Bokadia. This song was released on 06 Feb 1987.
Teri aankh mastani hai
Angoor ka paani hai
Arre zara bach ke rehna goriye
Teri chadhti jawani hai
Kahin se koi aayega
Udaa ke le jaayega
Kahin se koi aayega
Udaa ke le jaayega

Ho meri khilti jawani hai
Ho meri khilti jawani hai
Lehron ki rawaani hai
Arre zara bach ke rehna raja
Dariya toofani hai
Yahan jo koi aayega
Isi mein beh jaayega
Yahan jo koi aayega
Isi mein beh jaayega
Teri aankh mastani hai
Ho meri khilti jawani hai

Hari hari sheeshe waali choodi khanka ke
Heere motiyon se jadaa kangna baja ke
Hari hari sheeshe waali choodi khanka ke
Heere motiyon se jadaa kangna baja ke
Tujhko manaunga haye dil mein basa ke
Tujhko manaunga dil mein basa ke
Kahan chali morni ke jaisi balha ke
Kajra laga ke, gajra saja ke
Tera rang badami, tera roop gulabi hai
Arre zara bach ke chalna goriye
Teri chaal sharabi hai
Tujhe koi dekhega fida ho jaayega
Tujhe koi dekhega fida ho jaayega

Ho meri khilti jawani hai
Lehron ki rawaani hai
Arre zara bach ke rehna raja
Dariya toofani hai
Yahan jo koi aayega
Isi mein beh jaayega
Yahan jo koi aayega
Isi mein beh jaayega

Jhuki jhuki palkon mein din dhal jaana
Ghadi ghadi tera vaada karke na aana
Jhuki jhuki palkon mein din dhal jaana
Ghadi ghadi tera vaada karke na aana
Chhodo ab chhodo aji dil ko jalana
Chhodo ab chhodo dil ko jalana
Sara sara din intezar karwana
Vaade pe na aana, dil ko jalana
Kaise reh paaungi, tanha mar jaaungi
Banke ek din dulhan tere ghar mein aaungi
Tu doli leke aayaga, mujhe tu leke jaayega
Tu doli leke aayaga, mujhe tu leke jaayega

Teri aankh mastani hai
Angoor ka paani hai
Arre zara bach ke rehna goriye
Teri chadhti jawani hai
Kahin se koi aayega
Udaa ke le jaayega
Kahin se koi aayega
Udaa ke le jaayega

Ho meri khilti jawani hai
Lehron ki rawaani hai
Arre zara bach ke rehna raja
Dariya toofani hai
Yahan jo koi aayega
Isi mein beh jaayega
Yahan jo koi aayega
Isi mein beh jaayega