Jab jab miyan biwi mein takrar hoti hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.C. Bokadia. This song was released on 06 Feb 1987.
Takrar hoti hai miyan baahar hota hai
Biwi andar soti hai
Miyan baahar hota hai
Biwi andar soti hai

Aisa hi hota hai jab takrar hoti hai
Takrar hoti hai miyan baahar hota hai
Biwi andar soti hai
Miyan baahar hota hai
Biwi andar soti hai
Jab jab miyan biwi mein takrar hoti hai
Takrar hoti hai

Khidki khol, khidki khol, khol darwaza
Gussa na kar baahar aaja
Khidki khol, khol darwaza
Gussa na kar baahar aaja
Jaise kahe main tujhe manaaun
Tere nakhre sabhi uthaaun
Saari pichhli baat bhula de
Poore karunga saare vaade
Mera kab insaaf karegi
Mera kab insaaf karegi
Kab tu mujhko maaf karegi
Jaan boojh ke jab aisi takrar hoti hai
Takrar hoti hai
Samjhaane ki har koshish
Yun bekaar hote hain
Samjhaane ki har koshish
Ho yun bekaar hote hain
Jab jab miyan biwi mein takrar hoti hai
Takrar hoti hai

Aise shauhar se tang aayi
Tabhi mohabbat, kabhi ladayi
Aise shauhar se tang aayi
Tabhi mohabbat, kabhi ladayi
Jaanun main sab tere irade
Jhoothe hain sab tere vaade
Toone kitna mujhe sataya
Toone kitna mujhe rulaya
Ik ik baat ka badla loongi
Ik ik baat ka badla loongi
Phir main tujhko maaf karungi
Noke jhoke to pyar mein
Sau baar hoti hai, sau baar hoti hai
Pyar aur badhta hai jab takrar hoti hai
Pyar aur badhta hai jab takrar hoti hai
Aisa hi hota hai jab takrar hoti hai
Takrar hoti hai

Baahar gussa andar pyar
Tauba gayi main tujhse haar
Baahar gussa andar pyar
Tauba gayi main tujhse haar
Ab na hogi kabhi ladayi
Tab na hogi kabhi judaai
Ek dooje pe jaan lutaayein ho
Ek dooje pe jaan lutaayein
Ab hum sath jiyein mar jaayein
Pyar mein kisi ki jeet
Na to haar hoti hai, na to haar hoti hai
Pyar bhare takrar ki mazil
To pyar hoti hai
Pyar bhare takrar ki mazil
To pyar hoti hai

Jab jab miyan biwi mein takrar hoti hai
Takrar hoti hai miyan baahar hota hai
Miyan andar hota hai
Biwi bhi andar hoti hai
Miyan andar hota hai
Biwi bhi andar hoti hai
Miyan andar hota hai
Biwi bhi andar hoti hai