Tere Mere Beech Lyrics - Alibaba Aur 40 Chor | Arbaaz Khan | Mushtaq Khan | Ali Khan | Abhijit | Sushma Shrestha (Poornima)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tere mere beech song is from Alibaba Aur 40 Chor (2004) and it is sung by Abhijit and Sushma Shrestha (Poornima).It stars Arbaaz Khan, Mushtaq Khan, Ali Khan, Shehzad Khan in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand Milind. It is produced by Vijay K. Ranglani. This song was released on 10 Dec 2004.
Lyrics
Tu nahi samjhe tu nahi jaane re
Bada paagal hain mera deewana
Tere mere beech ye dooriya
Bhaasha ki ye majbooriya
Tere mere beech ye dooriya
Bhaasha ki ye mazbooriya
Tu nahi samjhe tu nahi jaane re
Bada paagal hain mera deewana
Chahat ki khusboo hain rango ke mele
Tanhai kehati hai bahon mein lele
Ho chahat ki khusboo hain rango ke mele
Tanhai kehati hai bahon mein lele
Prem ki gali chalna manchali
Hain samma suhaana
Jaan ki kasam rok na sanam
Na bana bahana
Jaan ki kasam rok na sanam
Na bana bahana
Bada paagal hain mera deewana
Main tujhko batladoon
Aa jaa hum jholi
Aashiq to padate hain
Aankhon ki boli haan
Hey main tujhko batladoon
Aa jaa hum jholi
Aashiq to padate hain
Aankhon ki boli haan
Ishq to kabhi puchhata nahi
Ghar ghali thikana
Do jawaan yaha jab mile bana
Pyaar ka fasana
Do jawaan yaha jab mile bana
Pyaar ka fasana
Bada paagal hain mera deewana
Tere mere beech ye dooriya
Bhaasha ki ye mazbooriya
Tere mere beech ye dooriya
Bhaasha ki ye mazbooriya
Are tu nahi samjhe tu nahi jaane re
Bada paagal hain mera deewana
Tere mere beech ye dooriya
Bhaasha ki ye mazbooriya
Tu nahi samjhe tu nahi jaane re
Bada paagal hain tera deewana.