aaari duniya tere jalwe ki tamnnai hain jaise jannt tere kuche me utar aai hain tere karam ki dhum jaha me kaha nahi ho jaha me kaha nahitere nisar tujhsa koi meharba nahi ho koi meharba nahi, tere karam ki dhum kismat ki uljhano se, ab ukta gaya hu mainis zindagi ke bojh se, ghabra gaya hu main ye sochkar hi dar pe, tere aa gaya hu maindata aa gaya hu main, murshad aa gaya hu mainki tujhse chhipi hui, to meri dasta nahi ho meri dasta nahi, tere karam ki dhum aa aa aa aa halchal si ho rahi hain, mere dil ke aas paas shayad ke aa gaya hu main, manjil ke aas paas pyasa khada hua hu main, sahil ke aas paas sahil ke aas paas, data sahil ke aas paas aa aa aa ab tere mere hujur koi intha nahi ho koi intha nahi tere karam ki dhum jaha me kaha nahi ho jaha me kaha nahi
tere nisar tujhsa koi meharba nahi ho koi meharba nahi, tere karam ki dhumtu hain ek shama to lakho hain parwane tere kurban tere naam ke diwane hain jalve aankho me to lab par tere afsane hainbhulkar hasti ko apni tujhe pahchane hain apani rdaad sunane ke liye aaya hubigdi takdeer banane ke liye aaya hu tishnagi dil ki bujhane ke liye aaya hudil ka har jakhm dikhane ke liye aaya hu dil ko tasdid nahi, ruh ko aaram nahi mussa is duniya me, shayad koi nakam nahi ye to bigdi hui takdeer bana de meri ya kahde teri duniya me mera kaam nahi aa aa aa pyasa khada hua hu main sahil ke aas paas sahil ke aas paas, ho sahil ke aas paas ab tere mere hujur koi intha nahi ho koi intha nahi tere karam ki dhum jaha me kaha nahi ho jaha me kaha nahitere nisar tujhsa koi meharba nahi ho koi meharba nahi, tere karam ki dhum