Mithi Baaton Me Inki Na Aana Kabhi Lyrics - Sakhi Lutera | Jaani Babu Qawwal | Krishna Kalle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mithi baaton me inki na aana kabhi song is from Sakhi Lutera (1969) and it is sung by Jaani Babu Qawwal and Krishna Kalle.It stars Azad Hercules, Tabassum and Shakeela Bano Bhopali in leading roles. This song is penned by Aziz Ghazi and composed by B N Bali. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
inki chalo ka koi bharosa nahi
inki chalo ka koi bharosa nahi
lake majdhar me lake majdhar me chhod dete hai
ishq walo ka koi bharosa nahi
lake majdhar me chhod dete hai
ishq walo ka koi bharosa nahi
inke ikarar jhute hai wade galat
inke ikarar jhute hai wade galat
inke ikarar jhute hai wade galat
inki bato ka koi bharosa nahi
inke ikarar jhute hai wade galat
inki bato ka koi bharosa nahi
inki bato ka koi bharosa nahi
inki bato ka koi bharosa nahi
ye bade sang dil hai
ye bade sangdil hai khuda ki kasam
in husn walo ka koi bharosa nahi
ye bade sangdil hai khuda ki kasam
in husn walo ka koi bharosa nahi
pyar ke naam pe dhokha ye kiya karte hai
naam wafao ka daga karte hai
achhi surat nazar aayi to bane saudai
o harjai ye bade matlabi hai ye bade matlabi hai
ye bade matlabi hai bade bewafa
inke nalo ka koi bharosa nahi hai
ye bade matlabi hai bade bewafa
inke nalo ka koi bharosa nahi hai
dikhne me ye nazar aate hai bhole bhale
inse dushman ka pala bhi na mukaddar dale
parde me ye dikhate hai suhane sapne
apni hokar bhi ye zalim nahi hoti
jane kab naag bankar ye das jayenge
lambe balo ka koi bharosa nahi
jane kab naag bankar ye das jayenge
lambe balo ka koi bharosa nahi
humko chhedoge to aasan nahi pachhtaoge
are hum jo ruthenge to khud aap hi samjhoge
jaiye jaiye aaine me surat dekho
aji chhod iye chhod iye surat ko mohabbat dekho
tum bade wo ho mana lete ho tum bhi to lad ke
mohabbat ka maza lete ho
chhodo takrar chalo hath mila le aao
baat jo sach hai zamane ko ga de aao