Tere bin jiya na lage song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by M.C. Ramamurthy. This song was released on 01 Jan 2018.
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Tere bin jiya na lage aaja re aaja


Bin chanda ki main hu chandaniya
Kaise karu dingar
Janam janam se pa na saki
Main sajan tera pyar
Bin chanda ki mai hu chandaniya
Kaise karu dingar
Janam janam se pa na saki
Main sajan tera pyar
Ankhiyan bich cupale mujhko
Aake ang lagale mujhko
Aake ang lagale mujhko
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Tere bin jiya na lage aaja re aaja


Aanhko se tu dur hai
Pritam duniya mujhse dur
Preet meri ghayal panchhi
Udne se majbur
Aanhko se tu dur hai
Pritam duniya mujhse dur
Preet meri ghayal panchhi
Udne se majbur
Meri nagri aa na sake tu
Tere dware ja na saku main
Tere dware ja na saku main
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Tere bin jiya na lage aaja re aaja


Aasuwan ke main deep
Jalake bhatku sari rain
Is dunia me chhupa hua hai
Mere mann ka chain
Aasuwan ke main deep
Jalake bhatku sari rain
Is duniya mein chhupa hua hai
Mere mann ka chain
Subah sataye sham rulaye
Karwat karwat nind na aaye
Karwat karwat nind na aaye
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Tere bin jiya na lage aaja re aaja re
Aaja re aaja re.