Taaron ki toliyon pe song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Daryani. This song was released on 01 Jan 2018.
Taaron ki toliyon pe
Kaisa hai ye nikhaar
Taaron ki toliyon pe
Kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar


Taaron ki toliyon pe
Kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar
Aasmaan pe aaj ek
Mehmaan aayega
Wo noor saari duniya
Pe apna lutaayega
Aasmaan pe aaj ek
Mehmaan aayega


Wo noor saari duniya
Pe apna lutaayega
Nikla nahin hai chaand
Sitaare hain beqaraar
Nikla nahin hai chaand
Sitaare hain beqaraar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar
Chanda ka intzaar hai
Chanda ka intzaar
Taaron ki toliyon pe
Kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar


Har saans mera naghma
Dhadkan meri taraana
Har saans mera naghma
Dhadkan meri taraana
Khaamosh ki jubaan pe
Khaamosh ka fasaana
Khaamosh ki jubaan pe
Khaamosh ka fasaana


Baj raha hai apne aap
Dil ka taar taar
Baj raha hai apne aap
Dil ka taar taar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar
Chanda ka intzaar hai
Chanda ka intzaar
Taaron ki toliyon pe
Kaisa hai ye nikhaar
Hai kiska intzaar
Hai kiska intzaar.