Sunsaan raato mein song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amarlal P. Chhabria, Khushal Chhabria. This song was released on 31 Jul 1981.
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata


Ek tere liye duniya se muh mod ke
Aa gayi hu main bandhan sabhi tod ke
Sara jivan tere liye sajan tujhe kya pata
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata


Sunsan rato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata


Aa re aa bhi ja rasta hi bhulke
Khel ja mere najro ke phul se
Dulhan to mai bani teri
Ghungta bhi tuhi utha
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata


Rang badal ke mera badan tapa
Aa to meri sajna na itna sata
Andhiyo mein jal raha diya tere pyar ka
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata
Sunsan raato mein jab tu nahi aata
Tere bina aur lagta hai gahra ye sannata.