Sundari aay haay sundari apun ko bhi ek nazar dekho naa song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kundan Kumar. This song was released on 01 Jan 1973.
sundri aye haye sundri sundri aye haye sundri
apun ko bhi ek nazar dekho na
bure nahi ham bhi idhar dekho na
apun ko bhi ek nazar dekho na
bure nahi ham bhi idhar dekho na
sundri aye haye sundri
sundri aye haye sundri

kaisi anokhi ada jani hai teri
kaisi anokhi ada jani hai teri
phir se baiya jara pyar se meri
tera yar mai nahi hai
magar aisi kya kami hai
shakal to milti hai tere yar se meri
hai na yahi baat to phir dekho na
bure nahi ham bhi idhar dekho na
sundri aye haye sundri
sundri aye haye sundri

dikhne me kangnal hai pan raja hai dil ka
dikhne me kangnal hai pan raja hai dil ka
aa mai bana dega tujhe pyar ki mallika
kabhi ek roj aake mera jhopda basa de
jhopad me dikhla du maja rajmahal ka
hai na yahi baat to phir dekho na
bure nahi ham bhi idhar dekho na
sundri aye haye sundri
sundri aye haye sundri

ho gayi gussa are tum to kasam se
ho gayi gussa are tum to kasam se
aisi badi kaun khata ho gayi hamse
gore galo wali bai jara tham li kalai
khali pili tum to khafa ho gayi hamse
hai na yahi bat to phir dekho na
bure nahi ham bhi idhar dekho na
sundri aye haye sundri
sundri aye haye sundri
apun ko bhi ek nazar dekho na
bure nahi ham bhi idhar dekho na
sundri aye haye sundri
sundri aye haye sundri