Suna Sa Hai Yeh Lyrics - Deepak Kumar

2001

Lyrics

Suna sa hai yeh jeevan
Suni suni yeh raahe
Jab tak na aaye koi
Banke bahaar mere sang
Suna sa hai yeh jeevan
Suni suni yeh raahe
Jab tak na aaye koi
Banke bahaar mere sang
Suna sa hai yeh jeevan

Koi hain jo khwaabo mein mere
Koi shayad aa jaaye saamne
Koi hain jo khwaabo mein mere
Koi shayad aa jaaye saamne
Gale se main unko lagake
Pyaar karoonga hardam
Suna sa hai yeh jeevan
Suni suni yeh raahe
Jab tak na aaye koi
Banke bahaar mere sang
Suna sa hai yeh jeevan

Akele hum kuchh is taraah hain
Jaise woh majhdhaar mein naiyyan
Akele hum kuchh is taraah hain
Jaise woh majhdhaar mein naiyyan
Ab toh bujhado yeh dhadkan
Paas aake humaare
Suna sa hai yeh jeevan
Suni suni yeh raahe
Jab tak na aaye koi
Banke bahaar mere sang
Suna sa hai yeh jeevan
Suni suni yeh raahe
Jab tak na aaye koi
Banke bahaar mere sang
Suna sa hai yeh jeevan.