Kisi na kisi din song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2001.
Kisi na kisi din aaogi tum
Yahin tamanna meri
Kisi na kisi din aaunga main
Tumhein bana ne meri
Kisi na kisi din aaogi tum
Yahin tamanna meri
Kisi na kisi din aaunga main
Tumhein bana ne meri o ho ho ho
O ho ho ho o ho ho ho


Chori chori mud mud ke
Baar baar idhar dekhna
Meri jaana yeh balkhana
Maare sharam se mukhda chhupana
Chori chori mud mud ke
Baar baar idhar dekhna
Meri jaana yeh balkhana
Maare sharam se mukhda chhupana
Ab toh kehdo tumhein mujhse
Ho gaya hain pyaar
Kisi na kisi din aaogi tum
Yahin tamanna meri
Kisi na kisi din aaunga main
Tumhein bana ne meri


Chhoti chhoti baaton pe
Yun bigdana na tum karo
Maaf kardo ab na chhedenge
Chalo isi baat pe muskurao
Chhoti chhoti baaton pe
Yun bigdana na tum karo
Maaf kardo ab na chhedenge
Chalo isi baat pe muskurao
Kya main samjoo ke
Tumhein mujhse ho gaya hain pyar
Kisi na kisi din aaogi tum
Yahin tamanna meri
Kisi na kisi din aaunga main
Tumhein bana ne meri


Kisi na kisi din aaogi tum
Yahin tamanna meri
Kisi na kisi din aaunga main
Tumhein bana ne meri.