Mera jiya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2001.
Mera jiya tere bina kahin laage na ho
Mera jiya tere bina kahin laage na
Sune mere din suni meri raatein
Sune mere din suni meri raatein
Mera jiya tere bina kahin laage na


Kahin dino se yeh dil
Tadap raha hain tumhare bin
Kahin dino se yeh dil
Tadap raha hain tumhare bin
Akela main toh yahaan
Phirta hoon na jaane kahaan
Mera jiya tere bina kahin laage na


Apne hi saaye se lagta hain
Mujhko na jaane yeh dar kaisa
Apne hi saaye se lagta hain
Mujhko na jaane yeh dar kaisa
Khamoshiyan bhi meri
Ab rushwa hone lagi
Mera jiya tere bina kahin laage na
Mera jiya tere bina kahin laage na
Sune mere din suni meri raatein
Sune mere din suni meri raatein
Mera jiya tere bina kahin laage na ho
Mera jiya tere bina kahin laage na.