Jab Se Tumhe Lyrics - Deepak Kumar
in Albums
Watch the Video
Song Information
Jab se tumhe song is from Aina-E-Ishq (2001) and it is sung by Deepak Kumar.It stars and Deepak Kumar in leading roles. This song is penned by Deepak Kumar and composed by Deepak Kumar. This song was released on 01 Jan 2001.
Lyrics
Jab se tumhe dekha hain maine
Tere pyaar mein kho gaya
Kuchh bhi nahin ab dil ko
Bhaata sanam tu hai kahaan
Jab se tumhe dekha hain maine
Tere pyaar mein kho gaya
Kuchh bhi nahin ab dil ko
Bhaata sanam tu hai kahaan
Teri jaisa koi nahin yahaan
Tujhsa haseen aur jawaan
Tu hi dil ki dhadkan tu hain kahaan
Kab talak hum se yunhi
Tum sharmaati rahogi
Kab talak hum se tum
Yun bachti rahogi
Kab talak hum se yunhi
Tum sharmaati rahogi
Kab talak hum se tum
Yun bachti rahogi
Jaane jaana aabhi jaao
Tum yahaan
Jab se tumhe dekha hain maine
Tere pyaar mein kho gaya
Kuchh bhi nahin ab dil ko
Bhaata sanam tu hai kahaan
Tum jab aa gayi ho meri baahon mein
Na koi shikva hain na koi ab to gilaa hain
Tum jab aa gayi ho meri baahon mein
Na koi shikva hain na koi ab to gilaa hain
Door na jaana humein chhod ke meri jaan
Jab se tumhe dekha hain maine
Tere pyaar mein kho gaya
Kuchh bhi nahin ab dil ko
Bhaata sanam tu hai kahaan
Jab se tumhe dekha hain maine
Tere pyaar mein kho gaya
Kuchh bhi nahin ab dil ko
Bhaata sanam tu hai kahaan
Teri jaisa koi nahin yahaan
Tujhsa haseen aur jawaan
Tu hi dil ki dhadkan tu hain kahaan.