Soya zamana song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Madan Mohla. This song was released on 31 Dec 1966.
O ho sajana kidhar
Saari ratiya ganwai
Sajana kidhar sari
Ratiya ganwai soya zamana
Soya zamana hume neend na aayi
Sajana kidhar saari ratiya ganwai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai


Adaye husn pe marna
Tumhe na aata tha
Adaye husn pe marna
Tumhe na aata tha
Meri gali se gujarana
Tumhe na aata tha
Huzur pyaar bhi karna
Tumhe na aata tha
Aayi kaha se aayi kaha
Se tobba ye bewfaai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai


Hume to yaar deewana
Bana diya tumne
Hume to yaar deewana
Bana diya tumne
Jara si baat fasana
Bana diya tumne
Ke roj darr ka bahana
Bana diya tumne
Aayi qayamat aayi qayamat
Lekin kal nahi aaye
Sajana kidhar saari ratiya ganwai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai


Mere khuda padi
Mujhpe meharbani thi
Mere khuda padi
Mujhpe meharbani thi
Gujar rahi thi jaise
Ye zindagi thi jo sajme
Gair me ja kar samma jala lije
Humare jiya me humare
Jiya me kahe aag lagaai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai
Ratiya ganwai ratiya ganwai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai
Sajana kidhar saari ratiya ganwai.