Sone Chandi Me Tulta Ho Jaha Dilo Ka Pyar (Basti Basti Parbat Parbat - Sad Version) Lyrics - Nalini Jaywant | Manmohan Krishna | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sone chandi me tulta ho jaha dilo ka pyar (basti basti parbat parbat - sad version) song is from Railway Platform (1955) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Nalini Jaywant and Manmohan Krishna in leading roles. This song is penned by Sahir Ludhianvi and composed by Madan Mohan. It is produced by Kewal Krishan. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
sone chandi me tulta ho
jaha dilo ka pyar
aansoo bhi bekar waha par
aahen bhi bekar
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
duniya ke bazar me aakhir
chahat bhi vyapar bani
duniya ke bazar me aakhir
chahat bhi vyapar bani
tere dil se unke dil tak
chandi ki divar bani
chandi ki divar bani
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
ham jaiso ke bhag me
likha chahat ka vardan nahi
ham jaiso ke bhag me
likha chahat ka vardan nahi
jisne hamko janam diya
vo patthar hai bhagvan nahi
vo patthar hai bhagvan nahi
vo patthar hai bhagvan nahi
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
leke dil ka ik tara
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
leke dil ka ik tara