sikadar bhi aaye kaladar bhi aayena koi raha hai na koi rahegana koi raha hai na koi rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha haihai tere jaane ki baari videshi, hai tere jaane kihai tere jaane ki baari videshiye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haihai tere jaane ki baari videshi, hai tere jaane kihai tere jaane ki baari videshiye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haisikadar ko poras ki taaqat ne rokagori ko prithvi ki himmat ne tokajab khuni naadar ne chhedi ladaaijab khuni naadar ne chhedi ladaaito dilli ki galiyo se aavaaz aayilaga le tu kitna bhi zor ai sitamagarye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha haiparataap ne jaan de di vatan peshivaaji ne bhagva udaaya gagan pemardo ne khaayi aazaadi ki kasmemardo ne khaayi aazaadi ki kasmeadaa aurato ne ki jauhar ki rasmekafan baadh kar raani jhaasi pukaariye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha hai
siraaj aur tipu zafar aur nanatha har ek iname qaumi divaanayaha le ke aaye bagaavat ki aandhitilak, nehru, aazaad, netaaji, gaandhibhagat singh ki raakh ne pukaaraye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha haihalaaku raha hai na hitalar raha haimusolini kaa naa vo lashkar raha hainahi jab raha rus kaa jaar baakinahi jab raha rus kaa jaar baakito kaise rahega saalaazaar baakigova ka har bachcha bachcha pukaaraye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha haikal ko agar aaye chaao yaa maaolaga denge ham zindagi kaa daavhamara hai kashmir nefa hamarahamara hai kashmir nefa hamarakabhi jhukega na jhanda hamarazara desh ke dushmano se ye kah doye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha haihai tere jaane ki baari videshi, hai tere jaane kihai tere jaane ki baari videshiye desh aazaad ho ke rahegamera desh aazaad ho ke rahega, na koi raha haina koi raha hai na koi rahega, na koi raha hai