Ankhiyo Ka Nur Hai Tu, Ankhiyo Se Dur Hai Tu Lyrics - Johar Mehmood In Goa | I.S. Johar | Sonia Sahni | Suman Kalyanpur | Mukesh
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ankhiyo ka nur hai tu, ankhiyo se dur hai tu song is from Johar Mehmood In Goa (1965) and it is sung by Suman Kalyanpur and Mukesh.It stars I.S. Johar and Sonia Sahni in leading roles. This song is penned by Qamar Jalalabadi and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Johar Films Private Ltd. This song was released on 01 Apr 1965.
Lyrics
ankhiyo ka nur hai tu ankhiyo se dur hai tu
phir bhi pukare chale jayenge tu aaye na aaye
phir bhi pukare chale jayenge
ankhiyo ka nur hai tu ankhiyo se dur hai tu
phir bhi pukare chale jayenge tu aaye na aaye
phir bhi pukare chale jayenge
dil me payam tera lab pe hai nam tera
ho ke divane tere pyar me lo aaye ji aaye
ho ke divane tere pyar me
o mere hamraj kaha hai mujhko de aavaj kahan hai
pyar ki aankho se tum dekho ishk vahi hai husn jaha hai
ishk vahi hai husn jaha hai
chhup chhup ke aane vale dil ko jalane vale
chupake se aaja mere samane tu aaja re aaja
chupake se aaja mere samane
dil me payam tera lab pe hai nam tera
ho ke divane tere pyar me lo aaye ji aaye
ho ke divane tere pyar me
isliye aaya hu mai chhup ke dekh ke hamko duniya jale na
pyar ki mehfil kitni anokhi nur hai lekin dip jale na
nur hai lekin dip jale na
yado ke dag le ke dil ke charag le ke
kabse khada hu tere samane tu mane na mane
kabse khada hu tere samane
ankhiyo ka nur hai tu ankhiyo se dur hai tu
phir bhi pukare chale jayenge tu aaye na aaye
phir bhi pukare chale jayenge